Friday, February 10, 2012

kk

created by mk
1 pal unke bin bitana muskil hua,
Chaha to bahut par dur jana muskil hua,
Q ho Gye wo is kadar Apne,
Ki unki galti par ruth jana bhi mushkil hua…!!
Softly d leaves fo memories wil fal,
i’ll pick them up & gather them all,
coz 2day, 2moro & til my life is through
i’ll cherish having sum1 like u!
En Aankhon Ko Akele Rahane Ki Aadat Na Rahi,
Gar Na Mil Paye Saath Dilbar Ka, Aansoon Hi Sahi.
Arman Koi Seene Mein Aag Laga Deta Hai,
Khwab Koi Aker Raton Ki Neend Uda Deta Hai,
Punchhta Hoon Jisse Bhi Manzil Ka Pata Ab To,
Vo Rasta Tere Gher Ka Hi Bata Deta Hai.
All I wanted was sum1 2 care 4 me
All I wanted was sum1 who’d b there 4 me
All I ever wanted was sum1 who’d b true
All I ever wantedwas sum1 like U…
Dosti Hoti hai’One Time’,
Hum Nibhate hai ‘Some Time’,
Yaad karo’Any Time’,
Aap khush Rahe’All Time’,
Yahi Dua hai Meri’Life Time’.
When it comes 2 love,
its hard 2 know if u have d right 1.
Many lovers weep, and left in sorrow.y?
Bcoz Words cant immortalize emotions.
48+2 Members can sit in a Bus.
5+1 can sit in a Car.
3+1 can sit in a auto
1+1 can sit in a Bike.
Only 1 can sit in my Heart,
Wo Kh Raha Hai Dil Se Mujhe Bhula Dega Ajeeb Shaks Hai Itni Kari Saza DegaJafa Karon To Ehsas Usey Bhi Hoga Wafa Karon To Konsa Sila Dega
bina tere na ak pal ho
na bin tere kabhi kal ho
ye dil ban jaye patthar ka
na isme koi hal-chal ho.
Khushion Ki Aarzoo Mein Mukaddar Hi So Gye Andhi Chali Aesi Ke Chahne Wale He Kho Gye Apne Bhi Mile The Kuch Iss Andaz Se Humdard Bn Ke Aye Aur Kante Chubo Gye
........................
Teri Aik Muskarahat Pe, Hum Tere Mureed Ho Gaye.
Kal Tak To Muflis Thhe, Lakin Aaj Hum Ameer Ho Gaye.
Ye Bhi Ek Tamasha Hai
Bazar-e-Ulfat Main SOHAIL
DIL Kisi Ka Hota Hai Aur
Bus Kisi Ka Chalta Hai…
Kisi bewafa ki khatir yeh junoon SOHAILkab tak?
jo tumhay bhula chuka hai usay tu bhi bhool ja!
Dosti Ko Dil Se Churaya Aapne,
Door Rahete Huye Bhi Apna Banaya Aapne,
Kabhi Bhool Nahi Payenge Hum Aap Ko,
Kyunki Yaad Rakhna Bhi To Shikhaya Aapne.
Ek Sher sunata hu bade dhyan se suno
Ek Sher sunata hu bade dhyan se suno
Mujhe Sher nahi aata kisi aur se suno
Yeh mere aasu jinhe koi pochne wala bhi nahi,
Koi aanchal enhe milta to sitare hote.
Lakh Rokne Pe Bhi Ve Ruke Nahin,
Main Deeda-E-Tar Unhen Dekhti Rahi.
Unka Dil Be-Asar Dhadakataa Rahaa,
Main Aankhon Se Samunder Bahaati Rahi.
Jise dil diya woh dilhi chali gayi..
Jise pyar kiya woh italy chali gayi…
Dil ne kaha khud kushi(suicide) kar le zalim…
Bijali ko haath lagaya to bijali chali gayi…
Kitni Dil Kash Teri Jwaani Hai,
Dil Ko Lute Teri Adaye Hai,
Mere Mehbob Meri Jane Adda,
Teri Sanso Me Ae Si Khushbo Hai,
Duniya Se Jo Dare, Usse Kayar Kehte Hain,
Duniya Jisse Dare, Usse Shayar Kehte Hain,
Biwi Se Jo Dare, Usse Shohar Kehte Hain.
Ishq Aur Dosti Meri Zindgi Ke Do Jahan Hain,
Ishq Meri Ruh, Dosti Mera Iman Hai,
Ishq Pe Kar Du Fida Zindgi Apni,
Par Teri Dosti Pe Mera Ishq Bhi Kurban Hai..
''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''''
Dard Bhara Dil Hai Mera,
Aankein Meri Num Hai,
Tod Gye Jab Se Dil Mera,
Bechain Kitne Hum Hai.
Khoob Gaye Pardes,
Ke Apne Deewaron-Dar Bhool Gaye….
Sheesh Mahal Ne Aisa Ghera
Mitti Ki Ghar Bhool Gaye
Uski Galiyoon Se Jab Laute
Apna Bhi Ghar Bhool Gaye
Hai maut ka intezar per unpe bhi aitbar hai
dekhen pahale bo aten hai ya phir maut
Marne ke baad bhi meri ankhen khuli rahin
Aadat jo pad gai thi unke intezar ki
Sahare Pake Khush Ho Jaane Mei Koi Karamat Nahi
aeDOSTO
Kisi Ka Sahara Ban Ke Dikhao To Koi Baat Bane
Raat gujarti rahi, din dhalte rahe
hum jaage ya soye, unke khayalon mei rahe
sochte theh jo na nazar aayenge unko
wo dil se bhula denge humko
kitne maasoom theh khayalaat wo to
samay ke har pehar ne jataya humko
wo kare yaad humhe raat dhalne ke baad
hamaara to savera bhi ho unki yaad ke saath…
Log Kehte Hain, K Pathar Dil Roya Nahe Karte Sohail..
Koi Poche Zara Unse, K Paharon Se Chashme Q Behte Hain.
Duniya Kitni Badrang Hoti,
Gar Tum Jaise Chehre Na Hote.
Hamaari Zindagi Aish Me Hoti,
Agar Pyar Pe Hare Na Hote.
bina tere na ak pal ho
na bin tere kabhi kal ho
ye dil ban jaye patthar ka
na isme koi hal-chal ho.
,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
Zindegi ki raho main chahne wale kuch kam na milenge, hum jaise to bahut milenge par hum na milenge.
Wohi Gham Wohi Tanhayi
The Sorrow The Lonliness
Bojheen Saanson Ka Bhari Hai Bahut
Ho Gaya Mushkil Uthana Kia Bataun
Us Shahar Ki Us Gali Main Woh Makan Tha
Us Main Tha Kis Ka Thikana Kia Bataun
Band Khidki Ke
Tu bol ya na bol, tere bolne ka gam nahi, tere dekhne ki ada tere bolne se kam nahi.
Nikle jab ansu uski Ankho se,
Dil karta hai sari Duniya jala du,
Phir Sochta hu honge Duniya me uske bhi apne,
Kahin anjane me use aur na Rula du.
Dil Hi Dil Mein,Unhe Chahte Hai,
Dil Hi Dil Mein,Unhe Pyaar Karte Hai,
Mushkil Hai Unka Raah Se Guzarna,
Fir Bhi Har Mod Pe,Unka Intezaar Karte Hai
Jin Pe Ham Mare Thhe, Ab Wahi Hamen Zindagi Dega.
Agar Maut Hi Likhi Hai, To Khanjar Bhi Usi Ka Hoga.
Haathon Ki Lakeero Pe Kabhi Bharosa Mat Karna
Kyuki Taqdeer To Unki Bhi Hoti Hai Jinke Haath Nahi Hote
Hum Karte Hai Vishwas,
Wo Bharosa Tod Jate Hai,
Hum Jmate Hai Mahfil,
Wo Tanha Chod Jate Hai.
Kisse Se Mange Dawa Zakhmon Ki
Sabhi Ne Chotein Khaain Hai
Kisi Ka Sanam Bewafa Hai To
Kisi Ka Sajan Harzaai Hai
Door se dekha to kuchh dikha nahi……
Dooor se dekhaaa.. to kuchh dikha nahi….
Paas jake dekhaa to kuchh tha hi nahi.
.............................................................................
Phool khilte hain, khil kar bikhar jate hai,
Phool khilte hain, khil kar bikhar jate hain,
Yaade to dil me rehti hai, Dost mil kar bichad jate hai…
Kuch log apne pyar ko rula dete hain,pyar kitna bhi anmol ho bhula dete hain,pyar nibhna ho to gulabo se sikho jo khud tutkar do dil ko mila dete hain
“Totally fida on your shayri ab hamari bhi suno
waqt badalta hai zindagi ke saath,
zindagi badalti hai mohabbat ke saath
mohabbat nahi badalti apno ka saath
bas apne badal jate hai waqt ke saath.”
Mohabbat chahat ke siva kuchh bhi nahin, zindagi gham ke siva kuchh bhi nahin, Aap ke paas mere siva sab kuchh hai par mere paas aap ke siva kuchh bhi nahin.
Dosti naam hai sukh dukh ki kahani ka
Dosti naam hai sada muskurany ka
Ye koi pal bhar ki pehchan nahi
Dosti naam hai sada sath nibhana ka
Na jane Q abhi aapki yaad aa gayi,mousam kya badla,barsat bhi aa gaye, maine cho kar dekha bondo ko,to har boond mein aapki baat yad aa gayi
Tere labo ko chu loon wo sham aa jaye,
Tere pyar mein behne ka paigam aa jaye,
Ye zindagi to hai teri amanat,
Bus mere naam ke sath tera naam aa jaye.
Apne dilki bat unse keh nai sakte,bin kahe bhi ji nahi sakte,ae khuda aisi takdir bana,wo humse khud akar kahe HUM APKE BINA RAHE NAHI SAKTE
Haan, maine bhi pyaar kiya hai
Dil tujhko hee yaar diya hai.
kyun aisa kaam kiya hai?
Maine khud ko badnaam kiya hai.
Yahi hoti hai sachayii
dil de dete hai kisi ko bhi bhai.
sochte samkhte kuch bhi nahi,
kar dete hai do khata, jo theek kar sakte nahi.
Kho Na Jayein Aap Duniya Ki Bheed Mein
Isliye Dil Mein Chhupakar Rakhta Hoon
Tumko Lage Na Kisi Ki Boori Nazar
Isliye Ankhon Mein Basakar Rakhta Hoon
Bas kar ujrein ge, kabhi socha naa tha…
Inn lamhaat se guzrein ge, kabhi socha naa tha…

No comments:

Post a Comment